CHAL BOMBAY
Chal Bombay meri maa se milata hoon
Chal ghar pe tujhe haath se khilata hoon
Jo bhi bola woh haq se nibhata hoon
Tujhe chahta hoon! Tujhe chahta hoon!
Chal Bombay meri maa se milata hoon
Chal ghar pe tujhe haath se khilata hoon
Jo bhi bola woh haq se nibhata hoon
Tujhe chahta hoon! Tujhe chahta hoon!
Jab mere sath thi woh, meri khaas thi woh
Meri shootar, mera nasha, meri ghaas thi woh
Manali, Manali, kawwali, kawwali
Vo dikhati madhuri jab pehne woh saree
Mere munh mein hai gali woh mithi zabaani
Vo gehara samandar main bahata hua pani
Main shayar mawwali, tera pichala woh jali
Ye asal na rani! Aha!
Zara ghoom kar dekh gaur se dekh
Tu hi thi koi aur nahin dekh
Har rasta hai apna main road se dekh
Pachtayegi pachtayegi tu chhod kar dekh
Ye gana nahin gana ye ashiq diwana
Kyon jale zamana to jalne de
Shayad samjhegi woh mere marne pe
Shayad samjhegi woh mere marne pe
Chal Bombay meri maa se milata hoon
Chal ghar pe tujhe haath se khilata hoon
Jo bhi bola woh haq se nibhata hoon
Tujhe chahta hoon! Tujhe chahta hoon!
Chal Bombay meri maa se milata hoon
Chal ghar pe tujhe haath se khilata hoon
Jo bhi bola woh haq se nibhata hoon
Tujhe chahta hoon! Tujhe chahta hoon!
Sun pagli haan maana meri galati
Teri saheli aur meri nahin jamati
Haan ye darkhwast hai, de raha nahin dhamaki
Jab se tu mili kasam meri kismat chamki
Haan mana mai sanaki pyar hai
Sirph tujhase aur dikhati nahin agali
Aur koi bhi nahin mangati
Haan de du har mala tu ban ja Vyjayanthi
Aur koi bhi aa jave hila doonga dharati
Bol tere papa, Mama ya Chacha ko
Goan ladka main desh bhar mein charcha hai
Safal ho jaye jo ek bar tu charch aaye
Public marti hai, ye tujhpe marta hai
Sach bolun to khali tujhse darta hai!
Chal Bombay meri maa se milata hoon
Chal ghar pe tujhe haath se khilata hoon
Jo bhi bola woh haq se nibhata hoon
Tujhe chahta hoon! Tujhe chahta hoon!
Chal Bombay meri maa se milata hoon
Chal ghar pe tujhe haath se khilata hoon
Jo bhi bola woh haq se nibhata hoon
Tujhe chahta hoon! Tujhe chahta hoon!
No comments:
Post a Comment